Popular Posts

Monday, August 6, 2012

dushman na kare mere “maa” ne woh kaam kiya hai




dushman na kare  mere “maa” ne woh kaam kiya hai
marne se pehle  ghum humein inaam diya hai

tufaan mein hum ko chhod ke saahil pe aa gaye
na khuda ka humne inhe naam diya hai

pahale to hosh chhin liye julmon sitam se
jhoothe ka fir humein iljaam diya hai

apane hi giraate hain nasheman pe bijaliya
gairon ne aake phir bhi use  barha diya hai